Monday, July 16, 2012

Raksha Bandhan SMS in Hindi

Raksha Bandhan Festival
Here on Hindi Blogs, I have collected some of the Raksha Bandhan SMS in Hindi for all of you guys. As you already know, Raksha Bandhan 2012 date is 2 August. These heart-touching SMS of Raksha Bandhan in Hindi would bring your near and dear ones closer to you. When a brother sends Rakshabandhan SMS to his sister, it reminds her how much he misses her. Similarly, when a sister sends a Raksha Bandhan SMS to her brother, it reminds him of the love and care that she bestows on him. Let us have a look at some of the Raksha Bandhan SMS in Hindi:


Aaj din bohot khaas hai,
Behna k liye kuch mere paas hai,
Uske sukun ki khaatir o behnaa..
Tera bhaiya hamesha tere aas-paas hai !!

Kaamyabi tumhare kadam chume,
Khushiyan tumhare charo aur ho,
Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,
tum mujhe kuch to commission do!
To my extremely lovable brother
Just kidding as always.
Happy Raksha Bandhan

Lal gulabi rang hai jhum raha sansar,
Suraj ki kirane khusiyo ki bahar,
Chand ki chandni apno ka payar,
Badhai ho apko,
Rakhi ka tayohar.

Rakhi ka tyohar tha,
Rakhi bandhne ko bhai taiyar tha,
Bhai bola behna meri,
Ab toh rakhi bandh do,
Bahna boli,
Kalai peechhe karo,
Pahle rupae hazaar do.

Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
“Happy Raksha Bandhan” to my dearest bro.

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai,
Ek hazaron mein mere Bhaiya hai…
“Happy Raksha Bandhan.”

Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Pyaar Bandha Hai
Pyar Ke Do Taar Se,
Sansar Bandha Hai Resham Ki Dori Se -2
Resham Ki Dori Se Snsar Bandha Hai.

Aaya he ek tyoha,
jis me hota he bhai or bahan ka pyar,
challo manai a khushio se is tyohar,
sari duniya se pyari meri bahena ka pyar,
chllo manai a khushio se is rakhi ka tyohar,
"Happy Raksa Bandhan"

Raksha Bandhan is a unique festival dedicated to all brothers and sisters. Rakhi is a simple thread but it communicates the pure bond of love of a brother for his sister and also of a sister for his brother. As you send these Hindi text messages to your sister or brother, you make the bond between two of you stronger and bring in the old memories and lovely moments that you shared. So, send these Raksha Bandhan Hindi SMS to celebrate this auspicious day. Enjoy!
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...