Lord Sri Satyanarayana |
Satyanarayan Pooja as per Satyanarayan Vrat Katha
Satyanarayan Puja is believed to be miraculous that fulfills all the worldly desires and frees the devotee from the cycle of birth and death. This Satyanarayan Pooja destroys all the sins one committed in his/her life. The one who recites Satya Narayan Vrat Katha along with Pooja gets blessings of Lord Satyanarayana. You can check out the story here - Satyanarayan Katha in Hindi. Let's have a look at the things that are required for worship:
Poojan Samagri for Sri Satyanarayana Vrat
- kele ke khambey
- kalash
- paanch Ratan
- chawal
- dhoop
- pushpo ki maala
- ang vastra
- naivaidya
- aam ke pattey
- vastra
- sone ki pratima
- kaafoor
- gulab ke phool
- deep
- tulsi
- paan
- panchamrit ( shakar, dahi, ghee, shahad, tulsi ka patta )
- prasad --aatey, ghee aur shakar se bana
Satyanarayan Puja Vidhi in Hindi
Vrat karney wala purnima, sankrant ya ekadasi ke din, sham ko snan adi se nivrit hokar, puja sthaan mein aasan par baitkar aur Shri Ganesh, Gauri, Varun, Vishnu adi Nav Devtaun ka dhyan karke, pujan karey aur sankalp karey ki mein Shri Satyanarayan Swami ka pujan tatha shravan sadaiva karoonga. Pushp haathon mein lekar, Shri Satyanarayana Swami ka dhyan karey. Pushp, dhoop, deep, naivaidya adi se yukt hokar stuti karey. 'Hey Bhagwan, mainey shrada poorvak phal, jal, adi sab samagri aapko arpan ki hai; isey sweekar keejiye. Aapdaon se meri raksha keejiye. Mera aapko baarambar namaskar hai. Iske baad Shri Satyanarayan katha padhein ya shravan karein. Iske uparant bhakti-bhaaw se Satyanarayan Arti karein.
No comments:
Post a Comment